Skip to main content
Submitted by PatientsEngage on 7 April 2017
Image: E-Book cover of Arthritis Management Tips in Hindi

Kya aap jaante hain ki 30-40 varsh ke logon ko arthritis (gathiya) ka dard hone laga hai. Iss liye humne 20 Tips to Manage Arthritis ka hindi anuvaad kiya hai. 

Arthritis ki poori jaankari iss ebook mein hai

  1. Arthritis kya hota hai
  2. Arthritis ke prakaar
  3. Arthritis se bachne ke upaaye
  4. Arthritis ko niyantrit rakhne ke tarike

Hamari 20 Tips to Manage Arthritis E-book ab Hindi mein. Register/Login karein aur phir yahan se download karein: 

20 Sujhav Arthritis (gathiya) ki Dekh Bhaal Ke Liye

 

Aur jaankari ke liye Muscle, Bone and Joint (Arthritis) Community join karein: https://www.patientsengage.com/communities/muscle-bone-and-joint-earlier-named-arthritis

Agar aap hindi mein hamari aur e-books chaahtein hain toh apni raaye iss link par dijiye.

Click HERE to access our complete toolkit for managing Arthritis 

 

 

 

Condition